ROOTED IN RAJASTHAN · MADE FOR EVERYDAY STORIES

Wedding Mojari Collection

Baraat ho, phere ho ya sangeet, sherwani ke saath sahi mojari poore look ko shaahi bana deti hai. Ye hain hamari wedding aur festive mojari, Jalore mein haath se bani.

Poori baraat ke liye mojari chahiye?

Dulhe aur gharwalon ke liye 5 ya usse zyada pair chahiye to humein WhatsApp karein. Group order par special price aur matching designs mein madad milegi.

WhatsApp par group order ke liye baat karein: +91 76270 91520

Size ko lekar confusion hai? Mojari Size Guide dekhein.